Share:
  Guess poet | Poets | Poets timeline | Isles | Contacts

Kabir - Where do you search meKabir - Where do you search me
Work rating: Medium


Moko Kahan Dhundhere Bande Mein To Tere Paas Mein Na Teerath Mein, Na Moorat Mein Na Ekant Niwas Mein Na Mandir Mein, Na Masjid Mein Na Kabe Kailas Mein Mein To Tere Paas Mein Bande Mein To Tere Paas Mein Na Mein Jap Mein, Na Mein Tap Mein Na Mein Barat Upaas Mein Na Mein Kiriya Karm Mein Rehta Nahin Jog Sanyas Mein Nahin Pran Mein Nahin Pind Mein Na Brahmand Akas Mein Na Mein Prakuti Prawar Gufa Mein Nahin Swasan Ki Swans Mein Khoji Hoye Turat Mil Jaoon Ik Pal Ki Talas Mein Kahet Kabir Suno Bhai Sadho Mein To Hun Viswas Mein English Translation: Where do you search me? I am with you Not in pilgrimage, nor in icons Neither in solitudes Not in temples, nor in mosques Neither in Kaba nor in Kailash I am with you O man I am with you Not in prayers, nor in meditation Neither in fasting Not in yogic exercises Neither in renunciation Neither in the vital force nor in the body Not even in the ethereal space Neither in the womb of Nature Not in the breath of the breath Seek earnestly and discover In but a moment of search Says Kabir, Listen with care Where your faith is, I am there.
Source

The script ran 0.001 seconds.