Share:
  Guess poet | Poets | Poets timeline | Isles | Contacts

Ahmad Faraz - juz teray koi bhiAhmad Faraz - juz teray koi bhi
Language: hau
Work rating: Medium


juz teray koi bhi din raat na janay meray tu kahaN hai magr Ah dost puranay meray tu bhi khushboo hai magr mera tujusus bekar burg-e-awara ki maninth dikhAnay meray shumA ki lau thi kay wo tu tha magr hijr ki raat dair tuk rotA raha koi sirhanay meray khalq ki beKhabaree hai keH meree ruswa`ee looq mujh ko hi sunatay hein fusanay meray lut keh bhi khush hooN keh ashkooN se bhara hai daaman dekh gharat gare dil yeh bhi khazane mere Aaj ik aur burS beeth gya oos kay beghair jis kay hotay hooay hotay thay zamanay meray kaash tu bhi meri awaaz sunta ho phir pukara hai tujhe dil ki saada ne mere kaash tu bhi kabhi aajaye masiha`ee ko loog aate hein bohat dil ko dukhane mere kaashi aurooN ki turhaaN mein bhi keH sukta baat soon li hai meri, aaj khuda ne mere to hai kis haal mein aih zood-faramosh mere mujh ko tu cheen lya aihed-e wafa ne mere chara-gr yooN tu bohut heiN magr aeh jaan-e-faraz juz teray aur koi zaghum na janay meray
Source

The script ran 0.001 seconds.